KYA WAARIS-E AMBIYA - ULAMA-E RABBANI'EEN RAB YA MA'BOOD HAIN ? (Mudallal)

 __________💥*PART: 9*💥___________

🕋*KYA WAARIS-E AMBIYA - ULAMA-E RABBANI'EEN RAB YA MA'BOOD HAIN ? (Mudallal)*📚👇


🔥*TUJH SE AUR JANNAT SE KYA WAHHABI/NAJDI DOOR HO, HUM RASOOLULLAHﷺ KE JANNAT RASOOLULLAHﷺ KI*🕋👇

💥*Iss Mudallal wa Taheqeeqi Mazmoon ku Awaam wa Khawaas Avval ta Aakhir Zaroor Padhein Badi Mehnat se Aur Waqt Lagaakar Isey Taiyaar Kiya Gaya Hai Isiliye Guzarish Hai ke Isey Zimmedari wa Eimaandaari se Ziyadah se Ziyadah Share Karey. . . Aur Ajr wa Sawaab Kamaayein (Sag-e Madeena: Yousuf Ataa) جزاك اللهُ*💥👇

🕋 *DAWAT-E TAWHEED WA RISALAT (Sunni) FI RUDD-E DAWAT-E TAWHEED (Wahhabi Firqa Ahle Hadees ki Kitab Aur Unki Ibleesi Tawheed ka Rudd)*💥👇

✍️*Khadim-e Ahle Sunnat wa Jama'at/Nashir-e Maslak-e A'laHazrat RaziAllah Anh: Moulana Muhammad Yousuf Ataa Qadri Razavi, Koppal-Karnatak*📚👇

🔥*Wahhabi Google ke Muqallid Naqli Ahle Hadees ka Ibleesi/Batil Aqeedah*: "Iss Ummat ke Musalmaan Apne Ulama ku Rabb/Mabood Banaye Huye Hain". . . 👉📖Dawate Tawheed, S:20📚👇

🕋*Aqeedah Ahle Sunnat*: "Ulama-e Haq/Rabbani'een Nabiyoun ke Waris Hain. . . Inka Adab wa Tazeem Ummat Par Wajib Hai. . . Ye Allahﷻ ke Woh Bandey aur Numaindey Hain Jo Ummat-e Aamma ke Aqaaid wa A'amaal ki Islaah Zahirann wa Batinann Karte Hain. . . Inka Adab Rasoolullahﷺ ki Itteba wa Muhabbat mein Hain. . . 👉Aur *Ye Shirk Nahi Ainn Tawheed Hai. . .* 📚👇

↪️*Wahhabdoun ke Shaikh Ibne Usaimeen ne Likha: Jisne Ulama ki Tauheen ki Usne Rasoolullahﷺ ki Tauheen ki. . .*↪️📖Sharah Riyazaus Saleheen, 436:4📚👇

👉Wahhabdoun ki Ruswa e Zamana Kitab *Dawate Tawheed, S:20* Par Musalamanoun par Tohmat aur Ilzaam Lagane ki Na-Kaam Koshish ki Gai hai ke Musalmaan Ulama ku Rab/Ma'bood Maante Hain. . . . ↪️Inn Pakodoun Wahhabdoun ki Fitrat aur Sheva Ye Hai ke Woh Ahadees mein Khiyanat Karte Hain Balke Chori Karte Hain/Tahreef Karte Hain Aur Wahhabi Uss Waqt tak Sachha Wahhabda Nahi Banta Jab tak Woh Jhooth Na Bole. . . Aur Jab tak Ye Khaarji Aayat-e Mutashabihaat aur Kuffaar wa Mushrikeen par Nazil Kardah Aayatein/Hadeesein Muslamanoun par Chaspa na Karey Pakke Najdi Aur Victorian Paidawaar/Wafadaar Nahi Kahelaaingey. . .🔥 👇

↪️Aaiye Mulaheza Karte Hain ke Kya Waqaie mein Musalmaan Apne Ulama ku Rab ya Mabood Samajhte ya Maante Hain ?. . . . . . . .  Jaisa ke Pahle ke Posts mein Main Arz Kar Chuka Hun ke Ye Baarish ke Mendak/Jhoothey Munafiq Wahhabdey *Kuffaar wa Mushrikeen par Nazil Kardah Aaytoun ku Musalmanoun par Chaspaan Karte Hain. . .(Sahih Bukhari/Sharah Muslim)*. . .  Aur Ye Khaarji Wahhabiyoun ne Yahan bhi Wohi Ghinouna Kaam Kiya Hai Taake Awamun Naas Ulama-e Haq se Door Hojaaye Aur Ye Apne Batil Aqaaid wa Nazariyaat Aam Musalmanoun ke Diloun mein Daakhil Karne ka Aasaan Raasta  Banalein. . .  Isiliye Aaj ke Daur mein Dekhiye Ulama ka Na Adab Raha Aur Na hi Unse Qurbat Balke Poore Tareeqey se Awaam ki Ulama se Doori Horahi Hai. . . Afsos. . . 💥👇

↪️Khair Ulama "Rab" ya "Mabood" Nahi Hain. . .👉 *Rab ka Lugvi Maana* Hai Tarbiyat/Paalne Wala/Parwarish Karne Wala/Maalik/Neimat Dene Wala/Paida Karne Wala/. . . Mutlaqann Rab Sirf Allah Paak Hai. . .Haqeeqi Rabb Sirf Allahﷻ Hai. . . 👉📖Ibne Ragib Asfihani-Mufradaat: 336/Ibne Manzoor-Lisanul Arab:399/Surah Fateha:1-2📚. . . 👉*Sab Khoobiyaan Allahﷻ ku Jo Maalik Saare Jahan Walon ka*. . ./Surah Zumar, 39:6/An'aam, 6:164/Tafseer Jalalain📚👇

↪️Nabi Kareemﷺ ne Farmaya: "*Rab Ek Hai Aur Deen Ek Hai*"👉📖Jamae Tirmizi #3095📚👇

💥Abb Inn Johhla Chhap *Naqli Ahle Hadeesoun*/Khabeesoun se Koi Ye Poochhey ke Kya Koi Musalmaan Kisi A'alim-e Deen ku Rabb (Yaane Mulk ka Malik/Saare Jahan ka Maalik/Paalne Wala/Paida Karne Wala. . .  Maanta/Samajhta Hai ?. . .  (Jaisa ke Rabb ki Lugvi Tareef oopar Bayan Huwi). . .  Agar Haan to *Sunni Barelvi Ulama ke Mustanad Kutub* se Saabit Karey Agar Halaali Hain to. . .  Warna Ye Jhhotey Paintrey Khelkar Ummat ku Na Baantey. . . 💥👇

↪️*Ma'bood Kisey Kahetey Hain ?*. . .  Lugvi Aitebaar se Ma'bood Woh Hai Jiski Intehaai Tazeem ke Saath Aajizi/Ibadat ki Jaaye (Jaisey Rukoo wa Sujood). . . 👉📖Mufradaat:575/Surah Zariyaat, 51:56/Tafseer Ibne Kaseer, J:7👉*"Aye Logo Apne Rab ki Ibadat Karo Jisne Tumhe Paida Kiya"*👉📖Baqarah, 2:21📚👇

👉Jo Rab Hai Wohi Ma'bood Hai Kyunki Wohi Khaaliq Hai. . .Usi ke Faraaiz/Ahkaam wa Arkaan Maane Jaate Hain. . . Lehaaza Shar'ei Wa Haqeeqi/Mustaheq e Ibadat, Khaaliq-e Kul, Maalik-e Yaumid Deen Sirf Khaas Allah Paak Hai, Isme Kisi ku Shareek Karna Ye Shirk Hai. . . Ma'bood Woh Hai Jisey Uloohiyat ka Haq Hasil Ho (Wajibul Wujood Ho/Khaaliq Ho/Maalik Ho/Intehaai Tazeem ka Mustahiq Ho (Rukoo wa Sujood)/Uske Hukm ke Aagey Kisi ka Hukm Na Chaley. . . Ye Sifaat Sirf Allah Paak mein Hain, Isiliye Ma'bood-e Bar-Haq Sirf Allahﷻ Hai. . . *Laa Ilaaha Illallaah* ke Yehi Ma'ana Hai. . . 👉📖A'laHazrat-Fatawa-e Razawiyah, J:14📚👇

🔥*Wahhabiyoun ke Badey Bichchoo Ibne Taimiya/Ibne Qayyim/Ibne Usaimeen ne Likha*: Rabb Maalik wa Mutasarrif ku Kehte Hain Aur Ilaah/Ma'bood Woh Hai Jo Ibadat ka Mustaheq Ho Aur Ilaah Ibadat ku Laazim Hai. . . Tauheed-e Rabubiyat Ye Hai ke Allah Paak ku Paida Karne Wala, Maalik Tadbeer Karne Wala Maano Aur Ek Maano. . .  Aur Tauheed-e Uloohiyat Ye Hai ke Allah Paak ku Ibadat mein Ek Maano. . . 👉📖Majmu al Fatawa, 64:1/Ibne Qaiyim-Madarijas Salikeen, 34:1/Ibne Usaimeen-Al Qaulul Mufeed, 13:1📚👇

↪️Abb Inn Chhotey Bichhoun Naqli Ahle Hadees/Google ke Muqallidoun se *Suwaal* Ye Hai ke: Kya Koi Musalmaan Ulama e Ummat ki Ibadat Karta Hai/Unhe Paida Karne Wala Maanta 

Hai/Unke Liye Rukoo wa Sujood Karta Hai/Unhe Ilaah Samajhta/Maanta Hai. . . ??? Agar Haan to *Ulama-e Barelvi ke Mustanad Kutub se Sabit Karke Dikhao. . .  Video Na Dikhao/Kitabein Bataao. . .* 📚💥👇

↪️Lehaaza Qiyamat Aajayegi Laikin Ye Dogley/Munafiq Aisa Saabit Nahi Karsakte Bus Bholey Bhaley Musalamoun ku Apne Jaal mein Phaansne ke Liye Ye Jhootey Ibleesi Propagenda Karte Hain. . . Inke Makr wa Fareb se Khud bhi Bachey Aur Doosroun ku bhi Bachaayein. . . 💥

↪️*Beshak Ulama Ambiya ke Haqeeqi Waaris Hain*. . . Inki Wirasat Daulat nahi "Ilm" Hai. . . Kyunki Nabuwwat Khatam Hogai, Laikin Ilm Baaqi Hai. . .  A'lim ki Fazeelat Aabid se Badhkar Hai. . . Beshak Allahﷻ Aur Uske Farishtey Aur Aasmaan wa Zameen Waley Hatta ke Cheenti Apne Suraakh mein Aur Machhli. . . . Ulama par Durood Bhejte Hain. . . Isiliye Ulama ki Tazeem Wajib (Farz) Hai, Unki Be-Adabi Haraam Balke Baaz Suratoun mein Kufr Hai Kyunke Ye Warasat-e Nabuwwat ki Be-Adabi Hai. . .  Ulama ke 3 Huqooq Hain : Tazeem, Ittiba, Khidmat. . . Kyunke Woh Nabi Kareemﷺ ke Naaib Hain, Jisne A'lim ki Tauheen/Tazleel Usne Nabiﷺ ki Tauheen ki Aur Jisne Nabi ki Tauheen ki Usne Allahﷻ ki Tauheen ki (Jo Sareeh Kufr Hai). . . 👉📖Surah Fatir, 35:28/Zumar, 39:9/Mujadilah, 58:11/Tafseer Ibne Kaseer/Sunan Abu Daud #3641/Jamae Tirmizi #2682/2685/Sunan Ibne Majjah #223 (Albani-Sahih)/Mirqaath, 332:1/A'laHazrat-Fatawa e Razawiyah, J:23/29/📚↪️🔥Wahhabi Akabireen - *Ibne Taimiya*-Majmu al Fatawa, 17:1/👉Ye Dalalat Karta Hai ke Jo Nabi ke Ilm ka Waaris Bana Woh Unke Qaayam Maqaam Hai Aur Uske Liye Unki Nabuwwat mein se Hissa Hai. . . 👉Ulama Hidayat ke Imaam Hain, Ulama se Deen Qaayim Hai. . .  To Unku Doosre (Aam) Logoun par Waise hi Fazeelat hai Jaise Ambiya ku Apni Ummatoun Par Hai. . . 👉Ibne Qayim-Miftah Daris Sa'aadah, 66:1/Ibne Baaz-Majmu Fatawa, 132:4/Ibne Usaimeen-Sharah Riyazus Saleheen, 436:4📚👉Ye Hadees Nuss Hai ke Ulama Hi Iss Azeem Laqab ke Mustahiq Hain Kyunke Woh Shara'ie (Shari'at ke) Ilm ke Haamil Hain. . . 👉📖Albani-Sahihut Targheeb, 33:1, #68📚👇

↪️Maloom Huwa ke Shari'at ne Ulama e Haq ki Jo Shaan wa Azmat Bayaan Farmaai Hain Musalmaan Usi ke Daayere Mein, Usi ke Mutabiq Ulama Ka Adab wa Tazeem Karte Hain, Na Ke Unhe Rab ya Ma'bood Samajhte Hain. . .  Aisa hota to Har A'alim ki Ibadat hoti/Namaz hoti. . . Na'oozubillah. . . 💥👇

↪️*Sunni (Aam) Musalmaan Ulama ku Ambiya ke Waaris Jaankar/Samajhkar/Maankar Unka Adab wa Ehteraam Karte Hain*. . .  Jo Jitna Ilm Waala Hoga Uska Utna Hi Adab wa Ehteraam Hoga Kyunke Har Ilm Waley se oopar Ek Ilm Wala Hota Hai (Surah Yusuf). . . Ulama se oopar Rasoolullahﷺ hai aur Rasoolullah se oopar Allah Rabbul A'alameen ki Zaat hai. . . 💥👇 

↪Ulama ku Rabb Samajhna ya Ma'bood Maanna Sarih kufr-o-shirk hai*. *Ahle Sunnat ka Ye Aqeeda Kabhi Nahi tha Na Hai*👉*Hum Ulama ki Ta'zeem karte hain Kyunki wo Warasa-e-Rasool ﷺ Hain*. . . Na is liye ke Woh Khuda hain. . . 👉Jo shakhs A'alim ko Rabb Kahe Woh Daaira-e-Islam se Khaarij hai. . . 👉📖Fatawa e Razawiyyah, 616:14/Tafseer Tabari, J:10 (Surah Tawbah/Aale Imran, 3:64)📚. . .👉Ma'bood-e-Barhaq Sirf Allahﷻ Hai. . . Ulama ki Ta'zeem Ibadat Nahi Balke Allahﷻ ke Hukm se Ta'zeem Hai. . . 👉Jaise Maa-Baap ki Ta'zeem Ibadat Nahi, Ka'ba Ku Bosa Dena Ibadat Nahi, Hajar-e-Aswad ko Choomna Ibadat Nahi. . . Ibadat Woh Hai Jo Niyyat e Uloohiyyat se ho. . .  Ahle Sunnat Ulama Ku Sajda Nahi Karte, Unse (Haqeeqi) Muradein Nahi Maangte Aur Unku Khuda Nahi Kehte. . . 👉Ulama e Haq se Mohabbat Eimaan Ka Hissa. . . Unse Bugz Nifaaq Hai. . . 👉📖Fatawa e Razawiyah, J:29/21/22/25📚👇

👉*Usoolann Ta'zeem aur Ibadat mein Farq Hai*. . .👉Agar Sunni Musalmaan Ulama ko Rabb Maante to "Ya Ghaus, Ya Khwaja" ke Bajaye "Ya Rabbi Ala Hazrat" Kehte. . . Jabke Aisa Koi Nahi Kehta. . . 👉 *Ulama ki Ta'zeem Qur'an Surah Mujadilah 58:11 se Saabit Hai*. . .📚👇 

👉Jo Wahhabda Ye Kahe ke Sunni Musalmaan Ulama ko Rabb/Ma'bood Samajhte Hain Woh *Surah Tawbah 9:31* Waali Aayat Sunniyon par Chaspa Karraha Hai. . . Jo Khawarij ka Tareeqa hai . . (Bukhari 6930). . . Jo Kaafiron wali Aayatein Musalmanon par Chaspa Karte Hain. . . 📚👇

↪️🔥*Wahhabdoun ka Apna Aqeedah Kya Hai?* Inka Aqeedah Ye Hai Inke Ulama Rasoolullahﷺ ke baad Hujjat Hain (Albani-Silsila Sahihah, 801:1). . . 👉 Iska Rudd Ye Hai ke Ulama 'Ulil Amr' Hain Laikin Mustaqil Hujjat Nahi, Ikhtelaaf Hojaaye to Quran wa Hadees ki Taraf Rujoo Karne ka Hukm Hai, A'alim ke Qaul ki Taraf Nahi, Agar A'alim Hujjat Hote to Ikhtelaaf Hone par Ulama ki Taraf Rujoo Farmaya Jaata. . . Laikin Quran wa Sunnat ki Taraf Rujoo Karna/Lauthna Hai. . . (Sunan Abu Daud #4607). . . Lehaaza Ulama Naaqil-e Hujjat Hain. . . 👉📖Surah Nisa, 4:59/Fatawa e Razawiyah, J:23📚 👇

👉Unke Ulama ku Halka Jaanna Rasool ku Halka Jaanna Hai. . .  Aur Unke Ulama ki Tauheen Rasool ki Tauheen Hai. . . 👉Iska Rudd Ye Hai ke Bid'ati Ulama ki Tauheen Jayaz Hai. . . Kyunke Ye Manhaj par Nahi Hai. . . Balke Inka Rudd Karna Ainn Ita'at-e Rasoolﷺ Hai. . .  (Kanzul Ummal #1120/Sahih Bukhari #3036). . .  👉Fatawa-eRazawiyah, J:23📚👇

👉*Wahhabdoun ka Kahena Hai* Inke Ulama ki Ita'at Wajib Hai. . . (Saleh Al Fawzan-Kitabut Tawheed:98). . . 👉Iska Rudd Ye Hai ke: Inke Ulama Jis Cheez ku Halaal ya Haraam Kahe Dete Hain Ye Andhey Unki Andhi Taqleed/Ita'at Karne Lag Jaate Hain. . . (Surah Tawbah:31/Sunan Abu Daud #3641). . .  (Andhoun ke Darbaar mein Kaana Raja). . . *Masalann*: Inke Wahhabi/Bid'ati Ulama Agar 8 Rakat Taraweeh/Mazaraat ku Dhaana/Ilme Gaib e Mustafaﷺ ka Inkaar, Meelaad Wagairah ku Shirk Kaha diya Ya Musalmanoun ku Mushrik Kaha diya Apni Raaye se. . . to  Inke Andhey Muqallid Quran wa Hadees se Muqaddam Jaankar Unki Andhi Ita'at Karte Hain. . . Ye Sab Quran wa Hadees mein Nahi Hai, Unke Jahil Ulama ki Raaye Hai to Yehi (Tawbah:31) ke Misdaaq Hain. . . Yehi to Unhe Rab Banaana Hai. . . 👉📖Fatawa e Razawiyah, J:14📚👇

↪️Lehaaza Yehi Wahhabi Naqli Ahle Hadees "Arbaabam Min Doonillah" ke Misdaaq Hain Kyunke Woh Halaal wa Haraam ka Ikhtiyaar Apne Ulama ku Dete Hain Yehi Unki Kutub, Bayaan Aur Amal se Saabit Hain. . . 📚💥

↪️*Wahhabi Apne Baap Abdul Wahhab Najdi ku/Ibne Taimiya ku Mujaddid/Imam/Imamul Huda/Imamul Muslimeen/Shaikhul Islam Samajhte Hain*. . . (Ad Durarus Saniyyah, 58/128:1/Saleh Al Fawzan-I'anatul Mustafid, 11:1/Ibne Baaz-Majmu Fatawa, 380:1/157:2/Ibne Abdul Hadi-Al Uqood Ad Durriyah:3/Albani-Muqaddima Mukhtasar Al Uluw:6/Taqwiyatul Eimaan:9/Siddiq Hasan Khan Bhopali-Abjadul Uloom, 66:3/Waheeduz Zaman-Hadiyatul Mahdi:4. . . 📚👉👉Lehaaza Ye Darjaat Apne Bid'ati/Gumraah Ulama ku Dete Hain Aur Shirk ka Ilzaam Aam Musalmanoun par Lagate Hain. . . Jabke Inn Wahhabdoun ke Akabiroun ne Deen ku Ghadha/1200 Saala Ijma ku Shirk Kaha, Sahaba-Tabaeen ke Tareeqe ku Bid'at Kaha, Aam Musalmanoun ku Mushrik Kaha. . . Balke Sahaba par Aur Ambiya par bhi Shirk ke Fatwe Lagaaye. . . (Kitabut Tawheed) . . . Ye Sab Aaj ke Mendak Wahhabi Karte Hain Abdul Wahhab Najdi ki Itteba Mein. . .  Aur Istarah Ye Khud Kaafir Huye, Gumraah Huye Aur Ibleesi Tawheed ki Aadh mein Inhoune Bahutsoun ku bhi Gumraah Kiya. . . Ummat mein Firqa Wariyat/Fitna-Fasaad Aur Inteshaar Phailaaya. . . Poori Tareekh Hai. . .  Hadees Hai: *Jisne Kisi Musalmaan ku Kafir Kaha Na-Haq to Woh Khud Kaafir Hai*. . . (Fatawa e Razawiyah, J:15/Bukhari #2652/Muslim #127). . . 👉Lehaaza Ye Khud Kaafir Huye. . . 📚👇

💥Abb Akhir mein Wahhabdoun *Naqli Ahle Hadeesoun se Suwaal*. . .  Aimma e Arba'a aur Ulama e Ummat ka Inkaar Karte Ho Aur Apne Akabireen Ku Rabb Banaye Huye Ho. . . Yahan Tumhara Phanda Tumhare hi Galey mein Daala Hai. . . Batao Tum Kis Category ke Mushrik/Kaafir Qaraar Paaye. . . ???

👉Agar Jurrat Hai to Iss Mazmoon ka Ahle Eimaan par Nazil Kardah Aayaat wa Hadees se Aur Hamari Sunni Mustanad  Kutub se Mudallal Rudd Karke Bataao. . .  Jaise Yahan Humne Tum Mendakoun ka Kiya Hai. . . Bi-Fazlillaah. . . 💥

_________👉Maloom Huwa ke Ye Khaarji Ahle Hadees Quran wa Sunnat aur Ijma e Ummat ke Khilaaf to Hain hi Apne Khud ke Akabireen (Badey Bichhoun) ke Khilaaf bhi Hain (Abb ya to Woh Badey Wahhabi Mushrik ya Kafir Hain Ya to Aaj Kal ke Chhotey Mendak Wahhabi Mushrik wa Kafir Hain. . .  . . . . . . . . . . . 💥*Aye Bhole Bhaley Sunni Musalmano Hoshiyaar!*💥 Inn Kharjiyoun se Apne Deen wa Eimaan ki Hifazat Karo. . .  Inki Sohbat se Bacho. . . Ye Eimaan ke Luterey/Aqeedah ke Daaku Hain. . . Ibleesi Tawheed ki Aadh mein Ye Logoun ku Jahannum tak Pahunchane ka Kaam Karte Hain. . . *Ye Musalmanoun ke Bhes mein Yahoodi/Khaarji Hain. . .* 🔥👇

 ↪️*Al Amaan wal Hafeez. . .  Inn Naqli Ahle Hadees, Yateemul Ilm, Khabeesun Nufs se Hoshiyaar Rahey. . .*  Isiliye Kyunke Rasoolullahﷺ ne Inhe Kharij Az Deen wa Kharij Az Eimaan Qaraar Diya Hai. . . (Sahih Bukhari/Muslim). . . Aur Allahﷻ Nabi e Paakﷺ ke Sadqey Hamare EIMAAN WA AQEEDAH KI HIFAZAT INN *GOOGLE KE MUQALLID WAHHABDOUN* SE FARMAYEIN. . . . ان شاء اللہ. . . آمین ۔۔۔. . .🕋👇

____________🚫*Note*: Awamun Naas se Darkhwast Hai ke Woh *Wahhabi/Bid'ati Firqa Ahle Hadees* ke Dhokey mein na Aaye, Unhoune Jo Kitab Free Shaya ki Hai *DAWAT-E TAUHEED* ke Naam se Ussey Unka Maqsad *Ummat mein Inteshaar aur Fitna hai aur Firqa-Wariyat hai*, Unhone Khud Apne Akabireen ki Kitabein nahi Padhi hain aur Na Quran wa Hadees ku Padha hai. . .  Yahan Humne Unhi ki Kutub se Unka Rudd-e Baleegh Kiya Hai الحَمْدُ ِلله Aur Ye Naqli Ahle Hadees Firqa. . .  Apni Nufsani Khwahishaat ki Pairvi Karte huye Mann-Ghadat Tafseer wa Tashreeh Karte hain. . . Khud bhi Gumraah hote hain aur Doosroun ku bhi Gumraah karte hain. . .  Lehaaza Unki Usi Kitab ka *Unwaan Number:9* ka Rudd Yahan Kiya Gaya Hai, Aage Unki Uss Kitab ke Har Har Unwaan ka Rudd bhi Hoga ان شاء اللہ Baraye Karam Yahan Kiye Gaye Unke Mudallal Rudd ku Poora Mulaheza/Mutalla wa Taheqeeq Karey Aur Unke Dhokey se Bachey, Kuch bhi Doubt ya Suwaal ho to *Mujh Faqeer-e Qadri-Razavi* se Raabta Karey⤵️📱*+91 6360134616*📱👇

✍️*Khadim-e Ahle Sunnat wa Jama'at/Nashir-e Maslak-e A'laHazrat RaziAllah Anh: Moulana Muhammad Yousuf Ataa Qadri Razavi, Koppal-Karnatak*📚👇


💥*ULAMA-E HAQ se Meri Guzarish Hai ke Mere Mazameen mein Koi Islaahi Pahelu Ho to Mujhe Ussey Zaroor Muttale/Aagaah Karey, Nishandahi Farmayein. . .  Aur Tamaami Hazraat Inn Mazameen ku Ziyadah se Ziyadah Sunni Musalmano tak Pahunchaye/Share Karey. . . . Allah Paak Apne Habeeb ke Sadqey Meri Galatiyaan Muaaf Farmayein. . . Aameen. . . جزاك اللهُ*🌹👇

↪️*Join Our Whatsapp Group*👇

https://chat.whatsapp.com/EE9nv3vm6xKDhOvBCtULk9?mode=gi_t

💚*Like💚Share &💚Subscribe Our Youtube Channel*💚👇

https://youtube.com/@muhammadhasnainrazakhanqad1577?si=IIzMP960KK4nUD6j👇

↪️*Follow Us On Instagram*👇

https://www.instagram.com/muhammadhasanainraza?igsh=MWUzc25oZWw0dGw0Ng==

↪️*Join With Us on "Haq Sunni Razavi Blog (Posts)"*

https://www.blogger.com/u/1/blog/posts/3552332710637948037 

↪️*Join With Us on Our Telegram Library*:

https://t.me/FaizaneGhouseazam


💥*Soona Jungal Raat Andheri, Chhai Badli Kaali Hai, Soney Walo Jaagte Rahiyo, Choroun ki Rakhwaali Hai*💥

🕋📚*Wallaah! Maslak-e A'laHazrat par Qaayam Raho, Zindagi di gai hai Isi ke Liye*📚🕋

🔥❌🚫*BOYCOTT NAQLI AHLE HADEES/1847 KE BAAD PAIDA HONE WAALA BID'ATI FIRQA*🚫❌🔥

💥___---- *Wamaa Alaina Illal Balaaghul Mubeen* ----___💥

Comments

Popular posts from this blog

DUA MEIN HAATH UTHAANA KAISA?

IKHTELAAF RAHEMAT HAIN

DEEDAAR E ILAAHIﷻ